Society for the Confluence of Festivals in IndiaSCFI

Saraswati Puja Arti

Arti is a religious ritual that is followed by the devotees during the worship of Gods and Goddesses. During Saraswati Puja arti a lamp of Deepak is used to pay reverence to the deity. During the procedure of arti,bhajans or devotional songs or hymns are sung in praise of the Goddess by devotees to please her.

The Following devotional song is sung during Saraswati Puja Arti:

Jai Sarasvati mata, maiya jai Sarasvati mata,
Sadgun vaibhav shalini,tribhuvan vikhyata,
Maiya Jai.

Chandravadani padmasini dyuti mangalakare,
Sohe shub hansa savare,atul tejdhari,
Maiya Jai.

Baen kar men vina,daen kar mala,
Shish mukut mani sohe, gal motiyan mala,
Maiya Jai.

Devi sharan jo ae, unka uddhar kiya,
Paithi Manthra dasi, Ravan sanhar kiya,
Maiya Jai.

Vidya gyan pradayini, jag men gyan prakash bharo,
Moh aur agyan timir ka jag se nash karo,
Maiya Jai.

Dhup dip phal meva, man svikar karo
Gyanchakshu de mata, jag nistar karo,
Maiya Jai.

Man Sarasvati ki arti jo koi jan gave,
Hitkari sukhkari, gyan bhakti pave,
Maiya Jai.